FULL TRANSCRIPT
Thank you Madam.
Yeh jo answer mila hain humne dekha hain aur sab ek hi baat bol raha hain ki enhance karwana hain aur Anganwadi jitna kaam kar raha hain, yeh 3,000 dikhaya gaya hain aur mujhe lagta hain issko double karna chahiye Central Government ki taraf se.
42% State ko diya gaya hain par yeh jaise MPLAD-wala ho gaya saare Ministry bol raha hain ke MPLAD se karo. Isske baare mein mera binti hain ki Anganwadi ke liye aap please yeh double kar dijiye. Kyunki unke kaam bahut hain and rural area mein bahut zyada kaam hain.