Lok Sabha

March 8, 2016

Aparupa Poddar speaks in Lok Sabha on International Women’s Day

Aparupa Poddar speaks in Lok Sabha on International Women’s Day

Aaj, hum jish kshetra se chum kea ate hain, chunao jeet kea aaye hain Arambagh Lok Sabha constituency se, azaadi ke baad sabse pehle baar, mahila sansad koi aaya hain wahan sa. Main apni party ke leader Mamata Banerjee aur hamari sabhi karyakarta ko dhanyavad deti hoon ki unhone mujhe iss jagah par pahunchaya hain, aur uss kshetra ke sabhi maa behno ko joh itne zaada vote de ke mujhe Paschim Bangal mujhe second position pe laya, mein unko bhi shubhkamnaye deti hoon.

Hamare kshetra aisa jagah hain jahan par Raja Rammohan Roy jaise vyaktitwa janam liye, jinhone satipratha ko kupratha band kiye, jis liye hum sabh mahilaye iss jagah par surakshit hain, aur Ramkrishna Dev ka janamsthan bhi hamari kshetra mein hain jinhone samaj ko samjhaya ki devi ka puja karna chahiye, to hiss jagah se chunke jab hum aaye hain. Hamare kshetra mein hum jab jaate hain toh joh pichli varg ki mahilaye hain who zaade sa zaade apne ko padhane ke liye, shikshit karne ke liye, ladkiyo ko shikshit karne ke liye. Mamata Banerjee jo paschim Bangal ke bivhinn schemes laya hain – Kanyashreee se le ke aur bhi schemes hain – usme woh log jab involve karate apne bachho ko, aur education de rahe hain, aur yahan par sab sansad apne apne baat bataye hain – Poona ji abhi bata rahe they woh apne jagah par bahut achhe schemes kiye hain – aaj iss august house ko iss jagah par batana chahte hain ki aaj ki tarikh par joh discussions ho rahe hain – agar mahilaon ke liye kuch special schemes ho skill development ke liye jisme mahilao bhaag le sakey, hum logon ke liye bahut achha hoga. Thank you.